Allah says in Quran
Jab ap see koi gunha ho jye too jaldi see toba Karo takee tuhmari toba qabool ho
Hazrit Muhammad (pbuh)
Un logoon pe jaldi azaab ho GA jo logoon ko naak kaam ki dawit na dain aur un ko Bure kamoon see na rokain
Bhaaz logoon ko jaldi gusa atta he aur jaldi tande ho jahte hin, aur Bhaaz logoon ko deer see gusa atta he aur jaldi tande ho jahte hin, en mein see behtir dosre wala he
Hazrit Umer
Koi aorit apne bache ko doohd choorne mein jaldi na kare
Hazrit Ali
Jaldi see maaf Karna intahi sharfit he, aur Intakaam mein jaldi Karna intahi razalit he
Jalid baaz aksir apne kiye pe nadum Hota he
Bahksish ka Kamal Ye he kee jo chiez khsi ko deni ho jaldi see usee de di jye, Intazaar mein na rahka jye
Jo shakish jaldi ke sath haar ek Baat ka jawaab detta he, wo Shahi jawaab nahe de pahta
Esa boht kaam Hota he kee Jalid baaz shakish nuqsaan na uthta ho
Imaam Jafaar
Ehsaan jaldi Karne see kushguwaar ho jahta he
Aristoo
Jaldi see jawaab Dene see bad mein sharmindgi uthna parhti he
Shafiq Balkhi
Khsi see bhadla lene mein jaldi na karo
I hope you're like this article if any question about this article please comment
Stay blessed
0 Comments