1

Golden words about jihad in urdu, what jihad actually mean in urdu

                               Jihad


                  Quran e Kareem


Jab jihad fariz howa too ek fareeq ensanoon see ease darne laga jhse Allah se darna Hota he 


  Hazrat Muhammad(sellella ho alihe waahlihi wasalim) 

Apne nafis ke sath jihad Karna Sab see Bara jihad he

Bara jihad Ye he kee Insaaf ki Baat zalim hakim ke samne keh di jye




                 Hazrat Abobakar(R. A)

 https://youtu.be/KEobl4domMs


Pura karta he Eman ko jihad 

Jihad kafaar, jihad e Asgir he 
Jihad nafish, jihad Akbir he

Jo qoum jihad fi Sabi lellah khtim Kar dehti he wo zilat ke tareehk gahroon mein gir jahti he




       Hazrat Umar (R. A) 


Nahe Hota jihad bagir tohfiq e khuda kee

 
                       Imamm Jaffar(R. A)


Qudrit e intekaam tahkte hoye gusse ko pee jana afzil tareen jihad he


                  Imamm Gahzali


Apne khndaan ke lie hellal kamna jihad see afzil he


           Mansoor Amaar Bhasri

Sab see behtir jihad Ye he kee apni arzunoon yani apni khisaat ko khtim karo

     


Abdullah bin Umar (R. A) 




Jihad ki ebtidaa Sab see pehle apne nafas see karo


                   Fee Aain


Jihad Emaan ko zinda rahkta he



                        Bacin


Jihad Kar magir Emaan k sath


                          Thagoor


Jihad fatha ke lie nahe Hota wo too haar Kar bi jihtne ke lie Hota hey


                         Mahtma Gandi


Azadi ke lie larna bi jihad he


Umeed karta hoon jihad ke hawale see kuch samjne ko mela ho GA agir koi question ho too comment karin
My best wishes for you all

Post a Comment

0 Comments